Dil diya aitbar ki had thi
Jaan de di yeh mere pyar ki had thi
Mar kar bhi aankhen khuli rah gayi
Aur kuch nahi yeh tere intezar ki had thi ...
Like & Share (G.Shyam)
Jis shaam mere lab per tera naam na aaye,
Khuda kare aisi shaam na aaye....
Aai jaane wafa, ye kabhi mumkin hi nahin,
Afsaana likhnu aur tera naam na aaye...
Dil tootna sazaa hai mohabbat ki,
dil jodna ada hai dosti ki.
Maange jo kurbani woh hai mohabbat,
jo bin maange ho jaye kurban wo hai dosti hamari…
Like & Share (G.Shyam)
Dosti se aaj pyaar sharmaya hai
Teri dosti ne humein jina sikhaya hai
Kya maange khuda se hum
Woh to khud aaj mere dar par
Teri dosti maangne aaya hai….